Ajwa Dates Benefits in Urdu | Benefits of Ajwa Khajoor | Benefits of Khajoor in Urdu

Ajwa Khajoor ki Ahmiyat yah Ajwa Dates Benefits in Urdu Ajj ka Mozo. Benefits of Ajwa Khajoor Jo Aap logon ko pehlay say maloom na Hon gy. Benefits of Khajoor in Urdu aur Ajwa Khajoor ke Fawaid Hadees ki Roshni men batana sub say zaida zururi ha. Ahadees k mutabiz Dunya men ager koi Jannat ka phal hai to woh sirf or sirf Ajwa Khajoor hai. Ajwa Khajoor ke Fawaid or Ajwa Khajoor ajwa dates health benefits laazmi hum aap ko is post men batain gy.


Ajwa Dates Health Benefits

Ajwa Khajoor App ko Jadu se Nijaat dilati ha, Zehar se Nijaat deti ha, Aankho kee amraz men bhe faide mand ha, pagal pun yah nafsiyati marz men mubtila k liyay bohat mufeed ha, Sugar k Liye Bhe Bohat Mufeed ha, Dil k amraaz men mubtila afraad k liyay behtareen ha or sub say barh ker Aam bimaari sur dard men behtareen ha.

Ajwa Khajoor k Bare men Ahadees

Ajwa khajoor k bare men Ahadees men Biyaan aata hai :

Aap (P.B.U.H) ﷺ nay farmaya : 
Ajwa Jannat say Hai or es main Junoon say Shifa hai , Ajwa Jannat ki Khajoor hai, Ajwa Jannat ka Mewa Hai
Abdullah Ibne Abbas (R.A) say Riwayat hai k Khajoor ki Qismo main Sub say Mehboob tareen Rasool Allah ﷺ (P.B.U.H) kay Nazdeek Ajwa Khajoor thi.

Zameen Per Jannat Ki Cheezain

Zameen per Jannat ki Cheezo main say 3 Cheezain

  1. Ajwa Khajoor ka Darkhat
  2. Hajr E Aswad
  3. Wo Barkat ki Miqdaar Qaseer jo rozana Jannat say Darya E Furaat Utari jati ha.

ایک تبصرہ شائع کریں

0 تبصرے