Kamar Dard Ka Ilaj In Urdu | Back Pain Treatment In Urdu | Kamar Dard Ka Nuskha - Totka

Kamar ke dard ka desi ilaj bohot zarori hai is video main hum ne kamar ya phir back pain, lower Back pain ka desi ilaj ke bare main bataya hai, kamar ki dard ki bohot sari wajuhat hoti hai .

Causes of Back pain:
jaise bohot ziada wazni cheez utanay se bhi kamar ya phir back main pain shuru ho sakti hai is ke elawa haiz ki waja se bhi kamar main dard ho sakti hai , agar apka wazan ziada ha tab bhi kamar dard ho sakti hai. kamar ki dard ka barwaqt ilaj bohot zarori hai agar ilaj karwalia jae to kamar ki dard se chutkara or nijat hasil kya ja sakta hai , yeh nuskha kamar dard ka gharelu nuskha hai or tarkeeb bohot hi asan hai.

ایک تبصرہ شائع کریں

0 تبصرے